Monday, March 1, 2010

Mohabbat

Suna hai ki chand pe bhi log jaaya karenge,
Waha bhi apna ghar basaya karenge,
Hum toh mehfuz hain iss hi dharti pe,
Jahaa apke mohabbat mein hi din guzaara karenge.